}

Wednesday 2 September 2015

Kyn na aj ki rat teri ankh0n main samaya jay,

Kyn na aj ki rat teri ankh0n main samaya jay,


























Kyn na aj ki rat teri ankh0n main samaya jay,
phr mera dard teray dil ko btaya jay,
Banjar zameen b je uthay teray ansuw0n se,
tujy aj ki rat itna rulaya jay,

kbi sochta hun
kyn na aik sham bazm-e-m0hbt ko sajaya jay,
pariy0n ko bulaya jay,
tera chehra dikhaya jay,
rob-e-m0hbt se daraya jay,
sari shamaain buja kr,
teri ankh0n main bujy chirag0n ko jalaya jay.

phr socha kyn dard e dil ko jagaya jay,
kyn apni m0hbt ko saray Aam dikhaya jay,
mera dil to ha teri nazar main pathar jesa,
is lia ya pathar dil r0z dukhaya jay.
apna b yae muqadar ha,
roti ankh0n tootay dil se yar ko manaya jay,

phr sochta hun k
tu mujy itna dard day itna dard day
k meray dil main na samjaya jay.
Ansuw0n se Ubal parain ankhain,
na ansuw0n ko chupaya jay.
Itna gehra dukh k samandar main na samjaya jay.
Teray gham se bhol ja0n main Kalaam karna,
Na apna gham kisi ko btaya jay.

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...
Phir bewafaai