}

Saturday 29 August 2015

Kis Qadar Khush Dikhaayi Deti Hun?

Kis Qadar Khush Dikhaayi Deti Hun?


















Kis Qadar Khush Dikhaayi Deti Hun?
Kaisi Funkaar Ho Gayii Hun Main?

Mujhe bewafa samjh kar sabne saath choordiya.....

Mujhe bewafa samjh kar sabne saath choordiya.....

















Mujhe bewafa samjh kar sabne saath choordiya.....
Fir kisi ne kaha tum bewafa nahi gareeb ho isliye tanha ho..

Dekh Na Ley Koi Meri Aankhun Mein Tera Chehra,

Dekh Na Ley Koi Meri Aankhun Mein Tera Chehra,















Dekh Na Ley Koi Meri Aankhun Mein Tera Chehra,
Isi Liye Shaam Sy Pehly Hi Charagh Bujha Deta Hun..

Gaye ho aisi rahon me akela chhor kar mujh ko.

Gaye ho aisi rahon me akela chhor kar mujh ko.
























Gaye ho aisi rahon me akela chhor kar mujh ko.
Ki jin pe theek se mujh ko to chalna b nahi aata..!!

Izhaar E Mudda Ka Iraada Tha Aaj Kuch.

Izhaar E Mudda Ka Iraada Tha Aaj Kuch.















Izhaar E Mudda Ka Iraada Tha Aaj Kuch.
Tumhare Tevar Ko Dekh Kar Irada Badal Gaya.

Yeh Jhaank Leti Hai Dil Se___Jo Dusarey Dil Mein,

Yeh Jhaank Leti Hai Dil Se___Jo Dusarey Dil Mein,



















Yeh Jhaank Leti Hai Dil Se___Jo Dusarey Dil Mein,
Meri Nigaah Mein Saara __Kamaal Dard Ka Hai.!!!

Main Kis Ummeed Par Wabasta Kar Loon Khawahisei'n Apni.

Main Kis Ummeed Par Wabasta Kar Loon Khawahisei'n Apni.

























Main Kis Ummeed Par Wabasta Kar Loon Khawahisei'n Apni.
Tere Mijaaaz Ke Mousam Ka Koi Atbaaar Nahin.!!!

Akely he guzarti ha zindage

Akely he guzarti ha zindage


























Akely he guzarti ha zindage 
Log tasaliyan tu daty hain 
magar Sath nahi

Muhabbat Ki Adalat Me Shikayat Kar Nahi Sakta,

Muhabbat Ki Adalat Me Shikayat Kar Nahi Sakta,

















Muhabbat Ki Adalat Me Shikayat Kar Nahi Sakta,
Giley Shikwey Muqabil Hon To Chaahat Haar Jati Hai...!!!

Friday 14 August 2015

Main To Kehta Hun ,, Ise Rehne De Yun Hi Barham,

Main To Kehta Hun ,, Ise Rehne De Yun Hi Barham,

























Main To Kehta Hun ,, Ise Rehne De Yun Hi Barham,Khoob Lagti Hai Teri Zulf____ Pareshan Ho Kar.!!!

Unke Dhoke Ke Saath To Jee Sakte Hain, Lekin uske bagair nhi jee skte hai.

Unke Dhoke Ke Saath To Jee Sakte Hain, Lekin uske bagair nhi jee skte hai.



















Kabhi Kabhi Hume Pata Hota Hai Ki
Samne Wala Hume Dhoka De Raha
Hai
Phir Bhi Hum Kuch Nahi Kehtey......
Kyunki
Hum Jante Hai Hum Unke Dhoke
Ke
Saath To Jee Sakte Hain,
Lekin uske bagair nhi jee skte
hai.

Unwaan Zindgi par bss Itna hi likh paya hun...!!!!..

Unwaan Zindgi par bss Itna hi likh paya hun...!!!!..




















Unwaan Zindgi par bss Itna hi likh paya hun...!!!!..

Bohat kamzor rishty thy..Bohat mazboot logo se.!!!!!!!!!!______

Na Koi Qais Galee Mein, Na Baam Par Laila,

Na Koi Qais Galee Mein, Na Baam Par Laila,
















Na Koi Qais Galee Mein, Na Baam Par Laila,
Hojoom Kis Liye, Patthar Uthhaaye Firta Hai.!!

Jazbat Phir Wo Nahi Rehtey Jo Aaghaz Me Hotey Hain.

Jazbat Phir Wo Nahi Rehtey Jo Aaghaz Me Hotey Hain.





















Jazbat Phir Wo Nahi Rehtey Jo Aaghaz Me Hotey Hain.
Qadar Kho Detey Hain Log Cheez ke Mil Jaane Ke Baad.

Kiun Taktey Ho Baar Baar Sheeshey ko?

Kiun Taktey Ho Baar Baar Sheeshey ko?

















Kiun Taktey Ho Baar Baar Sheeshey ko?
Nazar Lagaogey kYa Meri Iklauti Mohabbat Ko?

Tujhe pyar karna nahi aata, Mujhe pyar ke siwa kuch nahi aata..

Tujhe pyar karna nahi aata,  Mujhe pyar ke siwa kuch nahi aata..

























Tujhe pyar karna nahi aata, 
Mujhe pyar ke siwa kuch nahi aata.. 
Dunya me jeene ke DO hi tareeqe haen, 

Aik tujhe nahi ata Aik mujhe nahi ataa

Zaroorat jab bhi thi mujhko kisi k paas hone ki,

Zaroorat jab bhi thi mujhko kisi k paas hone ki,


















Zaroorat jab bhi thi mujhko kisi k paas hone ki,
unhi mukhsos lamhoon main mujhe chora hai apnon ne..!!

Mana ke galat hum he the jo tum se mohbbat kar baithe,

Mana ke galat hum he the jo tum se mohbbat kar baithe,
Add caption


















Mana ke galat hum he the jo tum se mohbbat kar baithe,
par royega tu bhi bohat aisi wafa ki talash mein

Zakhm Ghunghroo Pehan Ke Baithe Hai.

Zakhm Ghunghroo Pehan Ke Baithe Hai.

















Zakhm Ghunghroo Pehan Ke Baithe Hai.
Teri Yaaado'n Ka Raqs Jaaaari Hai__!!

Wednesday 12 August 2015

SOHNI DHARTI ALLAH RAKHAY .PRESENTED BY COKE STUDIO

SOHNI DHARTI ALLAH RAKHA ......PRESENTED BY COKE STUDIO .....TRIBUTING PAKISTAN ........PAKISTAN ZINDABAD ALL POPULAR SINGERS OF PAKISTAN ....ON A SINGLE PLATFORM

Main Samandar Hoon, Kahin Doob Na Jana Mujh Main,

Main Samandar Hoon, Kahin Doob Na Jana Mujh Main,























Main Samandar Hoon, Kahin Doob Na Jana Mujh Main,
Tumhain Andaza Nahi Hai, Meri Gehrayi Ka…!!!

Kayi Rishto ko Jab Parkha, Natija Ek Hi Nikla,

Kayi Rishto ko Jab Parkha, Natija Ek Hi Nikla,


















Kayi Rishto ko Jab Parkha, Natija Ek Hi Nikla,
Zarurat Hi Sabhi Kuch Hai, Muhabbat Kuch Nahi Hoti...!

Zoq-E-Deed Mein Hoti Hai Takleef Sara Sar,"Mohsin",

Zoq-E-Deed Mein Hoti Hai Takleef Sara Sar,"Mohsin",
















Zoq-E-Deed Mein Hoti Hai Takleef Sara Sar,"Mohsin",
Achay Rehtay Hain Wo Log Jo Mohabbat Nahi Kertay...!

Tumhari Thi Shahrarat Mehendi Say Hathaili Pay Naam Likhna,

Tumhari Thi Shahrarat Mehendi Say Hathaili Pay Naam Likhna,

















Tumhari Thi Shahrarat Mehendi Say Hathaili Pay Naam Likhna,
Aur Mujhay Ruswa Kerdiya Tumnay Younhi Kheltay Kheltay...!

Meri Tanhai Ko Mera Shoq Na Samjhna,

Meri Tanhai Ko Mera Shoq Na Samjhna,















Meri Tanhai Ko Mera Shoq Na Samjhna,
Bohat Pyar Say Diya Hai Yeh Tohfa Kisi Nay...!

Saturday 8 August 2015

Yeh Vatan Tumhara Hay Tum Ho Pasban Iss Kay

Yeh Vatan Tumhara Hay  Tum Ho Pasban Iss Kay


















Yeh Vatan Tumhara Hay 
Tum Ho Pasban Iss Kay 
Yeh Chaman Tumhara Hay 
Tum Ho Naghma Khwan Iss Kay 
Yeh Vatan Tumhara Hay 
Tum Ho Pasban Iss Kay 

Iss Chaman Kay Phoolon Par 
Rung O Aab Tum Say Hay 
Is Zameen Ka Har Zarra 
Aftab Tum Say Hay 
Yeh Faza Tumhari Hay 
Behr-o-bur Tumhaaray Hain 
Kehkeshan Kay Yeh Jagay 
Rehguzar Tumhaaray Hain 

Yeh Vatan Tumhara Hay 
Tum Ho Pasban Iss Kay 

Is Zameen Ki Matti Main 
Khoon Hay Shaheedon Ka 
Arz E Pak Markaz Hay 
Qaum Ki Umeedon Ka 
Nazm-o-zabt Ko Apna 
Meer-e-karwan Jano 
Waqt Kay Undheron Main 
Apna Aap Pehchano 

Yeh Vatan Tumhara Hay 
Tum Ho Pasban Iss Kay 


Meri Zat ki Pehchan Hai Tou Mera Pakistani Haiii

Meri Zat ki Pehchan Hai Tou Mera Pakistani Haiii

























Guzarty Lamhon mai Waffaon ka pass Rakhen Gy
marte hoye bhi Teri hi pyas Rakhen Gy

mai Pakistani Hooon , Mai Pakistani Hooon

mai Pakistani Hooon , Mai Pakistani Hooon

























Towheed ka Naghra hai,  Umeed ka parcham hey
apni meri Dharti hai ,  apna mera mosum Hey
Iss khakh py mai Qurban ,, Iss ki hi Diwani Hoon
mai Pakistani Hooon ,
Mai Pakistani Hooon

May Apnee Rab sy Hooon is bat ka Sawali

May Apnee Rab sy Hooon is bat ka Sawali



















May Apnee Rab sy Hooon is bat ka Sawali
Hoo Qayuum mere Mulk mai Aman aoor Khushali

Salam E Pakistan

14 august urdu poetry

















Mere Dil Tery muhamat ka hai  jan bakhsh dyar 
mera siina tery hurmat ka hai sangin Hasar 

Mere mehbob watan tujh py agar jan hoo  nisar
may ye samjhoon ga thikany laga sar mayetan

kisi k haq main sahi woh koi dua to karey

kisi k haq main sahi woh koi dua to karey
woh keh nahi sakta meri suna to kare,

kabhi bataye woh aaker meri khata mujhko

woh mujh se kis liye rootha hai koi gila to kare,

main lout jaon ga wapis apni dunia main

woh shaks mujhse BicheRNe ka faisla to kare. 

Sunday 2 August 2015

Jab yaaden meri yaad kr k Roya kro gy Tum,

Jab yaaden meri yaad kr k Roya kro gy Tum,



















Jab yaaden meri yaad kr k Roya kro gy Tum,

Na neend aaye gi na soya kro gy Tum,

Us waqt Meri yaad Tumhen boht staye gi,

Jab kisi sy Aankh milaya kro gy Tum,

Tarpy “DIL” aur aah b na nikley zaban sy,

Chup chaap Aansoun ko bahaya kro gy Tum,

Jazbat men aa kr jala dey Meri sari “YAADIEN”

Ab kis tarha G ko behlaya kro gy Tum,


“MOUT” to barhaq hy juda kr k Hi chorey gi,

“Waada” kro Meri Qabar pe aaya kro gy tum

Ghari Bhar K Liye Tujh Se Juda Rehna Bhi Mushkil Hai,

Ghari Bhar K Liye Tujh Se Juda Rehna Bhi Mushkil Hai,

















Ghari Bhar K Liye Tujh Se Juda Rehna Bhi Mushkil Hai,
Magar Ye Bat Sub K Samnay Kehna Bhi Mushkil Hai,

Har Ek Shay Tham Gai Hai, Sans Bhi Ankhon Ka Pani Bhi,
K Ab To Ansoo Ka Ankh Se Behna Bhi Mushkil Hai,

Baja Hai Zulum Hai Tera, Magar Ay Sheher Ke Hakim,
Sitam Haad Se Guzar Jaye To Phir Sehna Bhi Mushkil Hai,

Hai Dor e Maslehat Har Su , Gharz ka Dor Doura Hai,
Galat Ko Is Zamany Main Galat Kehna Bhi Mushkil Hai,

Lutairoooon K liye Aye Roshni Jannat Hai Ye Dharti,
Yahan Hasas Insan K Liye Rehna Bhi Mushkil Hai,

Teri Is Duniya Me Ye Manzar Q H?

Teri Is Duniya Me Ye Manzar Q H?



















Teri Is Duniya Me Ye Manzar Q H?
Kahin Zakham To Kahin Peeth Me Khanjar Q H?

Suna H Ke Har Zary Me Tu H Rehta
Phir Zameen Pe Kahin Masjid To Kahin Mandar Q H?

Jab Rehne Wale Is Zameen Ky Tere Hi H Bandy
Phr Koi Kisi Ka Dost Kisi Ka Dushman Q H?

Jab Tu Hi Likhta H Sab Logo Ka Muqadar Ay Khuda
Phir Koi Badnaseeb To Koi Muqadar Ka Sikandar Q H?
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...
Phir bewafaai