}

Thursday 22 January 2015

Aye Chaand Suno Faryad Meri

Aye Chaand Suno Faryad Meri



















Aye Chaand Suno Faryad Meri
Kabhi Dunya Ti Abaad Meri


Main Preem Nagaar ka Basi Ta
Aur Pyar ka Itna Aadi ta
Saans Bhi Payar Se Chalti Ti
Dharkan Bhi Geet Sunati Ti


Na Khana Pina ISHQ Siva
Na Chalna Phrna ISHQ Bina
Jivaan Main Har Su Rang Hi Rang
Har Pal Mai Jeeny Ki Tarang
Phir Sapna Mera Toot Gaya
Wo Dais Bhi Muj Se Chut Gaya


Ab Tanha Tanha Ghumta Hun
Jeeny ke Sahary Dhunta Hun
Aye Chaand Suno Faryad Meri
Kabhi Dunya Ti Abaad Meri

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...
Phir bewafaai