}

Friday, 18 December 2015

Jate Huye Kehte Ho Qiyamat Ko Milen Gy






















Jate Huye Kehte Ho  Qiyamat Ko Milen Gy 
Kya Khoob!  Qiyamat Ka Hai Goya Koi Din Or

Sunday, 18 October 2015

Poet Replies poetry Usse Hum Yad Ate Hain


Friday, 2 October 2015

Tanhai to hai sathi apni zindgi ke har ek pal ki ghalib

 Tanhai to hai sathi apni zindgi ke har ek pal ki ghalib














 Tanhai to hai sathi apni zindgi ke har ek pal ki ghalib
chalo ye shikwa bhi door hua kisi ne sath na diya

Khuwahishon ka kafla bhi ajeeb hai ghalib

 Khuwahishon ka kafla bhi ajeeb hai ghalib













 Khuwahishon ka kafla bhi ajeeb hai ghalib
aksar waheen se guzarta hai jahan rasta nahin hota

Tuesday, 29 September 2015

Ishq ne ‘Ghalib’ nikammaa kar diyaa,

Ishq ne ‘Ghalib’ nikammaa kar diyaa,





















Ishq ne ‘Ghalib’ nikammaa kar diyaa,
varnaa ham bhi aadmi the kaam ke..

Jee Dhundhta Hai Phir Wahi Fursat Ke Raat-Din

Jee Dhundhta Hai Phir Wahi Fursat Ke Raat-Din




















Jee Dhundhta Hai Phir Wahi Fursat Ke Raat-Din
Baithe Rahe Taswur-e-Jaana Kiye Hue

Qahr Ho Ya Balaa Ho Jo Kuch Ho

Qahr Ho Ya Balaa Ho Jo Kuch Ho


















Qahr Ho Ya Balaa Ho Jo Kuch Ho
Kaash-Ke Tum Mire Liye Hote

Phir Tere Kooche Ko Jaataa Hai Khayaal

Phir Tere Kooche Ko Jaataa Hai Khayaal
Dil-e-Gum-Gashta Magar Yaad Aayaa

Sari raah jo unsey nazar milli..

Sari raah jo unsey nazar milli..
Tou Naksh dil ky ubhar gayee..
Ham nazar milla kar jhijag gayee..
Wo Nazar jhuka kr chale gayee..!!

jab sey dekhi hey hamne duniyaa qareeb sey..

jab sey dekhi hey hamne duniyaa qareeb sey..
lagney lagen hain saare rishtey ajeeb sey…!!

dum har mauj main hai halqa-e-sadkam-e-nahang..

dum har mauj main hai halqa-e-sadkam-e-nahang..
daikhen kya guzarey hai qatre pe gauhar honey tak…!!

hum ney mana k taaghaful na karoge lekin..

hum ney mana k taaghaful na karoge lekin..
















hum ney mana k taaghaful na karoge lekin..
khaak ho jayenge hUm tum ko khabar honey tak..!!

Hath ki lakiroon py na jana Ghalib..

Hath ki lakiroon py na jana Ghalib..
Muqadar in k b hotay hain, jin k hath nahi hotay…!

Qaid-e-Hayaat o Band-e-Gham Asl Mei'n Dono'n Ek HaiN

Qaid-e-Hayaat o Band-e-Gham Asl Mei'n Dono'n Ek HaiN
Maut Se Pahle Aadmi Gham Se Najaat Paae Kyu'

Yahii Hai Aazmaanaa To Sataanaa Kis Ko Kahte HaiN

Yahii Hai Aazmaanaa To Sataanaa Kis Ko Kahte HaiN
Aduu Ke Ho Liye Jab Tum To Meraa Imteha'n KyuN Ho

Tere Dil MeiN Gar Na Tha Ashob-e-Ghum Ka Housla

Tere Dil MeiN Gar Na Tha Ashob-e-Ghum Ka Housla
Tune Phir KyuuN Ki Thi Meri Ghum Gusari Hae Hae


Khak MeiN Namus-e-Paiman-e-Mohabbat Mil Gai
Uth Gai Duniya Se Raah-o-Rasm-e-Yaari Hae Hae

Na Tha Kuch To Khuda Tha..

Na Tha Kuch To Khuda Tha..
.
Kuch Hota To Khuda Hota..
.
DabOya Mujh Ko HoneY Ne..

.
Na Hota Mein To KiYa Hota..!!

Monday, 28 September 2015

Zahid sharab penay day masjid main beth kar

Mirza Ghalib
Zahid sharab penay day masjid main beth kar
ya phr wo jaga bata jahan khudaa Nahi


Allama Iqbal
Masjid khudaa ka Ghar hai pene ki jagah nahi
kafar ke dil main ja wahan khuda nahi

AHMAD FARAZ
Kafar ke dis se aya hoon main ye dekh ke
Khuda mojud he wahan par uSay pAta nahi
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...
Phir bewafaai