}

Monday, 2 November 2015

Usne Manga Bhi tou kya Hum sy judai Mangi..!!!!

Usne Manga Bhi tou kya Hum sy judai Mangi..!!!!
















Usne Manga Bhi tou kya Hum sy judai Mangi..!!!!
Ek hum thy Hamen Inkar Na Karna Aya.....

Tuesday, 6 October 2015

Hum bhi rakhte hain muhabat ka Junun

Hum bhi rakhte hain muhabat ka Junun









Hum bhi rakhte hain muhabat ka Junun
Watan Mehboob hai magar mera

Saturday, 8 August 2015

Yeh Vatan Tumhara Hay Tum Ho Pasban Iss Kay

Yeh Vatan Tumhara Hay  Tum Ho Pasban Iss Kay


















Yeh Vatan Tumhara Hay 
Tum Ho Pasban Iss Kay 
Yeh Chaman Tumhara Hay 
Tum Ho Naghma Khwan Iss Kay 
Yeh Vatan Tumhara Hay 
Tum Ho Pasban Iss Kay 

Iss Chaman Kay Phoolon Par 
Rung O Aab Tum Say Hay 
Is Zameen Ka Har Zarra 
Aftab Tum Say Hay 
Yeh Faza Tumhari Hay 
Behr-o-bur Tumhaaray Hain 
Kehkeshan Kay Yeh Jagay 
Rehguzar Tumhaaray Hain 

Yeh Vatan Tumhara Hay 
Tum Ho Pasban Iss Kay 

Is Zameen Ki Matti Main 
Khoon Hay Shaheedon Ka 
Arz E Pak Markaz Hay 
Qaum Ki Umeedon Ka 
Nazm-o-zabt Ko Apna 
Meer-e-karwan Jano 
Waqt Kay Undheron Main 
Apna Aap Pehchano 

Yeh Vatan Tumhara Hay 
Tum Ho Pasban Iss Kay 


Meri Zat ki Pehchan Hai Tou Mera Pakistani Haiii

Meri Zat ki Pehchan Hai Tou Mera Pakistani Haiii

























Guzarty Lamhon mai Waffaon ka pass Rakhen Gy
marte hoye bhi Teri hi pyas Rakhen Gy

mai Pakistani Hooon , Mai Pakistani Hooon

mai Pakistani Hooon , Mai Pakistani Hooon

























Towheed ka Naghra hai,  Umeed ka parcham hey
apni meri Dharti hai ,  apna mera mosum Hey
Iss khakh py mai Qurban ,, Iss ki hi Diwani Hoon
mai Pakistani Hooon ,
Mai Pakistani Hooon

May Apnee Rab sy Hooon is bat ka Sawali

May Apnee Rab sy Hooon is bat ka Sawali



















May Apnee Rab sy Hooon is bat ka Sawali
Hoo Qayuum mere Mulk mai Aman aoor Khushali
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...
Phir bewafaai