}

Monday, 12 December 2016

Hum bhulengy or woh bhi tumhen

Hum bhulengy or woh bhi tumhen

Thursday, 1 December 2016

Kitne ansoo baha diye char din ki muhabat mai

Kitne ansoo baha diye char din ki muhabat mai

Friday, 16 September 2016

Main Sharabi Hoon Shrabi Ka Bharosa Kya Hai

Main Sharabi Hoon Shrabi Ka Bharosa Kya Hai












Hum Na Samjhe Teri Nazron Ka Taqaaza Kya Hai,
Kabhi Jalwa Kabhi Parda Ye Tamasha Kya Hai,

Hum Ko Madhosh Sa Kar Rakha Hai Teri Aankhon Nay,
Warna Saaqi Tere Mai-Khanai Mein Rakha Kya Hai,

Daikh Laila Tere Majnu Ka Kaleja Kya Hai,
Khaak Mein Mil K Bhi Kehta Hai K Bigra Kya Hai,

Ye Surahi Sa Badan Lay Kar Na Mere Samnay Aa,
Main Sharabi Hoon Shrabi Ka Bharosa Kya Hai,

Apnay Honton Ko Mere Honton Say Zara Choonay To Day,
Aik Do Ghoont Say Botal Ka Bigarta Kya Hai.

Monday, 5 September 2016

Tuesday, 14 June 2016

Monday, 18 April 2016

Hum ny mana k tagha full na karoge lekin...!!!!

Hum ny mana k tagha full na karoge lekin...!!!!














Hum ny mana k tagha full na karoge lekin...!!!!
Khak ho jayengy hum, tum ko khabar hone tak

Monday, 28 March 2016

Etibar Soch Kar, Karna A Dost

Etibar Soch Kar, Karna A Dost




















Etibar Soch Kar, Karna A Dost
Mumkin Nahi , Har Jaga hum hi jilen..

Monday, 14 March 2016

Ankhon Mai tere kuch arman chor jayengy


Ankhon Mai tere kuch arman chor jayengy
urdu sad poetry


















Ankhon Mai tere kuch arman chor jayengy 
zindagi mai tere kuch nishan chor jayengy

le jayngy bus aik kafan teri dunya sey
tere liye sara jahan chor jayengy

Hum ney Muhabat mai Sholon ko bhi jalte dekha

Hum ney Muhabat mai Sholon ko bhi jalte dekha
saeed hashmi poetry

Hontoon key Tabasum mai aksar

Hontoon key Tabasum mai aksar

Mithey Lafzoon ka ik jam hi faqat kafi hai

Mithey Lafzoon ka ik jam hi faqat kafi hai
saeed hasmi poetry

Kuch tou Nazuk Mizaj thy hum bhi

Kuch tou Nazuk Mizaj thy hum bhi
sad poetry

Firaq-e yar mai qurbat ka nasha hota hai

Firaq-e yar mai qurbat ka nasha hota hai
urdu sad poetry

Mil jati hai bin mol hi nafrat-u-adawat

Mil jati hai bin mol hi nafrat-u-adawat
saeed hashmi poetry

Jane Tere firaq mai kinte ashghar mai keh gya

Jane Tere firaq mai kinte ashghar mai keh gya
saeed hashmi poetry

Sab Sah-0-Gada ke falsafey reh jayengy Dharre

Sab Sah-0-Gada ke falsafey reh jayengy Dharre














Woh bhi hamain chor kar jaengy aik din

Woh bhi hamain chor kar jaengy aik din
urdu sad ghazal


Friday, 5 February 2016

Meri Ankhon se kabhi utro dil mein,

Meri Ankhon se kabhi utro dil mein,
 Ansoo Poetry



















Meri Ankhon se kabhi utro dil mein,
Ke main dharkan mein Basa lon tumko,

Jaan se b barh kr chahun tumhen,
Apni zindgi hi Bana lon tumko,

Mere khuwabon mein Sirf tum hi baso,
Apni Neendon mein saja lon tumko ,

Logon ki bheer mein
kho na jana kahin,

Zamane se hi main
chura lon tum ko…

Main us kay Hath na Aoun aur wo Mera ho kay Rahe

Main us kay Hath na Aoun aur wo Mera ho kay Rahe
love poetry















Main us kay Hath na Aoun aur wo Mera ho kay Rahe
Main Gir Parroun to Meri Pastion ka Sathi ho
Karay Kalam jo Mujh say to Mere Lehjay mein
Main Chup rahu to mere Tewaron ka Sathi ho

Tujh Se Mila Nahi Hoon Magar Chahta Hoon Main

Tujh Se Mila Nahi Hoon Magar Chahta Hoon Main
urdu sad poetry
















Tujh Se Mila Nahi Hoon Magar Chahta Hoon Main
Tu HamSafar Ho Aur Kahin Ka Safar Na Ho

Wednesday, 3 February 2016

Friday, 22 January 2016

Yun to syed bhi hun,Mirza bhi hun,Afghan bhi hun

Yun to syed bhi hun,Mirza bhi hun,Afghan bhi hun













Yun to syed bhi hun,Mirza bhi hun,Afghan bhi hun
Tum sabhi kuch ho,,, Batao to Musalman bhi ho ...

khudi ko kar buland itna k har taqdeer se pehlai














khudi ko kar buland itna k har taqdeer se pehlai
khuda bandai se khud pochai bata teri raza kya hai

akal aeyaar hai, so bhees bna leti hai

akal aeyaar hai, so bhees bna leti hai











akal aeyaar hai, so bhees bna leti hai
eshq bechara na mila hai na zahid na hakeem

Wednesday, 20 January 2016

Teray Ishq Ki Inteha Chahta Hun

Teray Ishq Ki Inteha Chahta Hun












Teray Ishq Ki Inteha Chahta Hun
Meri Saaaadgi Dekh Kiya Chahta Hun ...

dill ko uss rah par chalna hii nahi

















dill ko uss rah par chalna hii nahi
jo mujhai tujhse juda karte hai

dill pak nahi to pak hosakta nahi insaan

dill pak nahi to pak hosakta nahi insaan
















dill pak nahi to pak hosakta nahi insaan
warna iblees ko bhi atai thia wazoo k faraiz bohat

Hum Dua Likhte Rehe woh Dagha Parhte Rhe

Hum Dua Likhte Rehe woh Dagha Parhte Rhe
















Hum Dua Likhte Rehe woh Dagha Parhte Rhe
Aik Nuqte Ny Hamen Mehram sy Mujrim Bna dia

Monday, 18 January 2016

Tuesday, 12 January 2016

Zindagi Kitnay Morr Daiti Hai...???

Zindagi Kitnay Morr Daiti Hai...???
breakup Poetry


















Zindagi Kitnay Morr Daiti Hai...??? 
Her Morr Per Aik Sawal Daiti Hai...
Dhoondtay Rehtay Hai Hum Jawab Ummar Bhar...
Jab Mil Jata Hai To Zindagi Sawal Hi Badal Daiti Hai...!!!

Phir Nahi Bastay Wo Dil Jo Ek Bar Ujar Jatay Hain,

Phir Nahi Bastay Wo Dil Jo Ek Bar Ujar Jatay Hain,

















Phir Nahi Bastay Wo Dil Jo Ek Bar Ujar Jatay Hain,
Qabrain Jitni Bhi Sanwaron Waha Ronaq Nahi Hoti...!

Chaand Nikla To Main Logon Se Lippat Lippat Kar Roya

Chaand Nikla To Main Logon Se Lippat Lippat Kar Roya
urdu Sad Poetry
















Chaand Nikla To Main Logon Se Lippat Lippat Kar Roya
Gham Ke Aansoo They Jo Khushiyon Ke Bahane Nikle..

Sitamgar Youn Na Kureed Mere Dil Ko

Sitamgar Youn Na Kureed Mere Dil Ko

















Sitamgar Youn Na Kureed Mere Dil Ko
Abhi Hi Bujhi Hai Sulgti Aag Dil Ki

Dekho To Kabhi Meri Ankhon Mein Zara


Dekho To Kabhi Meri Ankhon Mein Zara

















Dekho To Kabhi Meri Ankhon Mein Zara
Khuwab Muntazir Hain Kitne, Meri Neend Kay

Sunday, 3 January 2016

Phir se aya hai meray angan main duhayi ka mousam,






















Phir se aya hai meray angan main duhayi ka mousam,
Meray chehray pay simatt aya hai tanhai ka mousam,
Meri yadoon say kinara kar kay bhi woh khush na hua,
Raas aya na usay meri tarha judai ka mousam,
Ab bhi main hijar ke darwazay pe khara hoon shama liye,
Raah intezar ki dikhata hai uss herjai ka mousam,
Raat kay pichlay pehar chand bhi bekarari main raha,
Uss ne bhi jheyla hai meri tarha tanhai ka mousam,

Phir unhi khawaboon kay jaziray main paband raha hoon,
Janay kyon aas delata hai yeh rehayi ka mousam..

Dil Se Nikal Dijiye Ahsas-e-Aarzoo

Dil Se Nikal Dijiye Ahsas-e-Aarzoo
Urdu Sad Poetry















دل سے نکال دیجئے احساسِ آرزو
مر جائے پر کسی کی تمنا نہ کیجیے

Dil Se Nikal Dijiye Ahsas-e-Aarzoo
Mar Jaiye Per Kisi Ki Tammana Na Kijiye

Log Ishq ko Zawal kehtay hain

Log Ishq ko Zawal kehtay hain














Log Ishq ko Zawal kehtay hain
Main aaj kal is Zawal kay urooj per hoon

Tu Gya Waqt Nahi Kay Bhula Du Tujh Ko


Tu Gya Waqt Nahi Kay Bhula Du Tujh Ko























تو گیا وقت نہیں کے بھلا دو تجھ کو

تو میرا حال ہے اور بیت رہا ہے دل پر

Tu Gya Waqt Nahi Kay Bhula Du Tujh Ko
Tu Mera Haal Hai Aur Beet Raha Hai Dil Per

Friday, 1 January 2016

Aisa Uljha Hai Zamane ke Kharabon Mai Saeed














Aisa Uljha Hai Zamane ke Kharabon Mai Saeed
Hussn u Eshq Ko Mouzoo banata Kasey ..

Yeh Saal Bhi Udaas Raha Rooth Ker Gaya,

Yeh Saal Bhi Udaas Raha Rooth Ker Gaya,




















Yeh Saal Bhi Udaas Raha Rooth Ker Gaya,
Tujhe Dekhe Baghair Jaana December Guzar Gaya…!!

Ab to barishon mein bhi us ko meri yaad nahin ati


Ab to barishon mein bhi us ko meri yaad nahin ati



















Ab to barishon mein bhi us ko meri yaad nahin ati
Woh jo badal ke garajney se lipat jata tha mujhse..
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...
Phir bewafaai