Friday, 18 December 2015
Monday, 14 December 2015
December Poetry..Ek baar to milne chaly aao December jany wala hy
Ek baar to milne chaly aao December jany wala hy
Kesa guzra hy ye sal batao December jany wala hy__!!
Khush ho jao k milne ka saal aa raha hy phir
Wasi youn na ansu bahao December jany wala hy__!!
Shayed ab k baras bhi wo Loat kar na aye
Tanhaiyo k abi chor k na jao December jany wala hy__!!
Ye kia k raat din uski yaad mein doobay rehna
Na Gham ki barish me nahao December jany wala hy__!!
Ay mere Dukhon k sathiyo khush ho jao
Apny apny Gharon ko sajao December jany wala hy__!!
Kia pata phir DECEMBER aye na aye Jan-e-Wasi
Meri mano ab tm loat ao December jany wala hy__!!
December sad Poetry abhi Jo Toot K Barsa December
abhi Jo Toot K Barsa December
Laga Apna Bohat Apna December
Guzar Jata Hai Sara Saal Youn To
Nahin Kat’ta Magar Tanha December
Bhala Barish Say Kia Sairaab Hoga
Tumharay Wasl Ka Piyasa December
Woh Kab Bichra, Nahi Ab Yaad, Lekin
Bus Ttna Yaad Hai K Tha December
Jama Poonji Yehi Hai Umar Bhar Ki
Meri Tanhai Aur Mera December___!!
Thursday, 3 December 2015
Bht dushwaar hota ha kisi ko yu bhula dena,
Add caption |
Bht dushwaar hota ha kisi ko yu bhula dena,
K jb wo jazb ho jaye, ragon me khoon ki manind.
Wednesday, 25 November 2015
Jane Kis Baat Ki Mujhkoh Sazaa Deta Hai
Jane Kis Baat Ki Mujhkoh Sazaa Deta Hai
Meri Hasti Hui Ankhoun Koh Rula Deta Hai
Meri Hasti Hui Ankhoun Koh Rula Deta Hai
Aik Muddat Sy Khabar Bhi Nahi Teri
Koi Iss Tarahn Bhi Kya Apne Piyar Koh Bhula Deta Hai.
Koi Iss Tarahn Bhi Kya Apne Piyar Koh Bhula Deta Hai.
Saturday, 21 November 2015
Tum se acche hain mere haal pe hansne wale
Dost ban ban ke mile mujhko mitaane wale
Maine dekhe hain kaee rang badalne wale
Tum ne chup reh kar sitam aur bhi dhaya mujhe par
Tum se acche hain mere haal pe hansne wale
Main to ikhlaak ke hathon hi bika karta hoon
Aur honge tere bazar mein bikne wale
Akhri baar salaamein dil-e-muztar le lo
Fhir na lautenge shab-e-hijr ke rone' wale
Labels:
urdu ghazal,
urdu poetry,
urdu sad ghazal,
urdu shairi
Saturday, 7 November 2015
Talab Mot Ki Karna Gunah-e-kabeera Hy.....
Ye Raah Akeli Kat’ti HAI Yahan Sath Na Koi Yar Chale,
Ye Raah Akeli Kat’ti HAI Yahan Sath Na Koi Yar Chale,
Us Paar Na jane Kya Payen Is Paar To Sb Kch Haar Chale
Tere hijraan se taluq ko nibhaney ke liye,
Tere hijraan se taluq ko nibhaney ke liye,
Mene iss saal bhi jeeney ki kasam khayi hai
Mene iss saal bhi jeeney ki kasam khayi hai
Labels:
2line Urdu Poetry,
love poetry,
roman urdu poetry,
Urdu Sad
Friday, 6 November 2015
Monday, 2 November 2015
Saturday, 31 October 2015
Hum ne jo deep jalaye hain teri galiyon mein
Hum ne jo deep jalaye hain teri galiyon mein
apne kuch khwab sajaye hain teri galiyon mein
jane ye ishq hai ya karamat apni
chand le kar chale aate hain teri galiyon mein
tazkra ho teri galiyon ka to dar jate hain
dil ne wo zakham uthaye hain teri galiyon mien
is liye bhi teri galiyon se humain nafrat hai
hum ne arman ganwaye hain teri galiyon mein
kiyon har ik cheez adhoori si humain lagti hai
jane kya chhor ke aye hain, teri galiyon mein
Mehndi poetry Tumhari hi shararat thi
Tumhari thi shararat mehndi se hatheli pe naam likhna
Zaid aur mujhe ruswa kardia tumne younhi khelte khelte
Urdu Mehndi Poetry,Un ke hathoun pe mehndi ka
Un ke hathoun pe mehndi ka hamain ye faida hua zaid
Ke raat bhar un ke chere se zulfain hum hatate rahe
Mehndi Poetry Kuch aur bhi jazboun ko
Friday, 30 October 2015
Usne aaj phir mera haal poocha hai,
Usne aaj phir mera haal poocha hai,
Kitna mushkil sawaal poocha hai.
Hichkiyon ka ajeeb lehja tha,
Baat ko taal-taal poocha hai.
Tum mujhe chhor to na jaoge ?
Waaste daal-daal poocha hai,
Aansuon ki zubaan mein usne,
Jitna bhi poocha, kamaal poocha hai.
Kya kabhi mil sakenge hum dono...?
Mujhse mera khayal poocha hai.
Din guzarta hai kis tarha mera ?
Kaise guzrega ye saal poocha hai.
IMRAN tum ny kia kamaal pucha hai
buhat mushkil sawaal pucha hai
Labels:
urdu ghazal,
urdu sad ghazal,
Urdu Sad Shairiy,
urdu shairy
Wednesday, 28 October 2015
Zamany ki baghawat
Zamany ki baghawat
tujhy mery wajood se door to le gai lekin
chaand dekh k kabi
tanhai ka ehsas ho to
thokar lgny pe dard na seh pao to
kissi phool se pheli hoi khushboo bhi taskin na de to
jab doston ki mehfil mein bhi tanhai mehsoos ho to
samajh lena tumhy meri zaroort haii...
tumhy mujh se muhabat hai...
Barha Tujh Se Kaha tha Mujhe Apna Na Bana
Tuesday, 27 October 2015
Uski Hasrat Hai Jise Dil Se Mitaa Bhi Na Sakoon ,
Uski Hasrat Hai Jise Dil Se Mitaa Bhi Na Sakoon ,
Dhoondhne Usko Challa Hoon Jise Paa Bhi Na Sakoon
Daal Kar Khaak Mere Khoon Pe Qaatil Ne Kahaa,
Kuch Yeh Yaad Nahi Meri Ke Mitaa Bhi Na Sakoon
Zabt Kambakht Ne Aur Aa Ke Galaa Ghontaa Hai,
Ke Use Haal Sunaaoo To Sunaa Bhi Na Sakoon
Uske Pahloo Mein Jo Lejaa Ke Sulaa Doon Dil Ko,
Need Aisee Use Aaye Ke Jagaa Bhi Na Sakoon
Meharbaan Ho Ke Bulaa Lo Mujhe Chaaho Jis Waqt,
Mai Gayaa Waqt Nahi Hoo Ke Phir Aa Bhi Na Sakoo
Mile hein bad Muddat ky,
Mile hein bad Muddat ky,
Bala k Sarad hein Lehjy,
K Jalna bhi nahi Mumkin!
Pighalna bhi nahi Mumkin!
Ta'luq TooT jane se,
Umeedein TooT jati hein,
Dilon mein Hasrtein ly kr,
Behalna bhi nahi Mumkin!
Bohat Na-Kamiyan ley kr,
Hue hein Khaak k Qaidi,
Chalo ab Aaj se ghar se,
Nikalna bhi nahi Mumkin!
Usse itna na socha kr,
Teri Aadat na ban jaye,
Phir aisi Aadtein Mohsin,
Badalna bhi nahi Mumkin!
Labels:
muhsin Naqvi,
muhsin naqvi poetry,
sad poetry,
Urdu Nazam,
urdu poetry,
urdu sad ghazal,
Urdu Sad Shairiy
Toot na jaye Bharam Hont Hilaoun Kaisay
Toot na jaye Bharam Hont Hilaoun Kaisay
Haal Jaisa bhi hai Logon ko Sunaoun Kaisay
Phool hota to tere dar per Saja bhi deta
Zakham lay kar Teri dehliz per Aoun kaisay
Monday, 26 October 2015
Sunday, 25 October 2015
Gham e Hayat bhi hai bahot,gham e muhabat bhi kum nhi
Gham e Hayat bhi hai bahot,gham e muhabat bhi kum nhi
dard se dar k bhagain ayse kamzor hum nhi
suna hy dunia e ishq k sardar kehlaty hain hum
ajab baat hy ye b jbky hmara koi sanam nhi
Khud qatal kia hy har armaan ko mein ny Sherry
Benam c chahat ka ab mjy koi bharam nhi...
mujhy jurm e muhabat ki ye saza mili hy Sherry
Kabi phool ban k khushboo di
Kabi phool ban k khushboo di
Kabi Zakhm dil pe lga gay
mery ashk jis k thy muntazir
wo kisi r ki dunia basa gay
Wo bekhabar mery ishq se
unhy kion kahun mein haal e dil
unki itni nawazish kafi hai
mera haal pochny to aa gay
Labels:
roman urdu poetry,
Sherry's Poetry,
urdu love poetry
Friday, 23 October 2015
Eik , Eik Phool Bohat Yaad Aaya
Eik , Eik Phool Bohat Yaad Aaya
Shakh-E-Gul Jab Woh Jala Di Hum Nay
Aaj Phir Yaad Bohat Aaya Woh
Aaj Phir Us Ko Dua Di Hum Nay
ik bat p0ch0n? Mere Sabar Ka Imtehan Letay hO
Labels:
2line Urdu Poetry,
love poetry,
roman urdu poetry,
urdu poetry
Ik shakhs ko dekha tha taroon ki tarha hum nay
Ik shakhs ko dekha tha taroon ki tarha hum nay
Ik shakhs ko chaha tha apno ki tarha hum nay,
Ik shakhs ko samja tha phoolon ki tarha hum nay
Wo shakhs qayamat tha kia karon os ki batian
,Din os k liyay paida or os ki he thi ratain
Kab milta kisi sy tha hm sy thi mulakatin,
Rung os ka shahabi tha zulfoon may thin mayhkanyn
Ankhayn thin k jadu tha palkayn thin k talwaryn
,Dushman b ager daykhen tu jaan sy dil haryn
Kuch tm sy wo milta tha batoon may shbaahat thi,
Han tm sa he lagta tha shokhi may sharart may
Lagta b tum he sa tha dastour e muhabat may,
Wo shakhs hmy ek din apno ki tarha bhola
Taroon ki tarha doba pholoon ki tarha tota
,Phir hath na aya wo hm ny boht dohnda
Tm kis liyay chonky ho kab zikar tmhara hay,
Kab tm sy takaza hy kab tm sy shikayat hay
Ek taza hikayat hy soun loo tu inayaat hay
,Ek shakhs ko daykha tha taron ki tarha hum nay
Ik shakhs ko chaha tha apnoo ki tarha hum nay
Ek taza hikayat hy soun loo tu inayat hy
Mere dil ko mohabt bojh lagti hai... K
Mere dil ko mohabt bojh lagti hai...
K....
Is ki band nagri se.
Mujhe kuch khaof aata hai....
Hr ik lamha darata hai...
Mujhe kuch aisa lagta hai...
K is ki narm khamoshi...
Meri saansen chura le gi...
ujhe be_bas bana de gi..
Youn Tou Koi Bhi Tanha Nahi Hota,
Youn Tou Koi Bhi Tanha Nahi Hota,
Chah Ker Kisi Se Juda Nahi Hota,
Mohabbat Ko Majborian Hei Le Dobtein Hein,
Warna Koi Khushi Se Bewafa Nahi Hota…
`
Jab laGe zakhm to Qaatil ko dua di JaYe…
Hai Yehi rasm to Yeh rasm uthaa di JaYe…
Hum se Poocho shayari kya hai, Shayari ka fun kya hai…
Chaar lafzon men koi aah chuPa di JaYe…
`
Hum gilla nahin karte….
jo na ho kismat mein vo mila nahin karte
zakhm kuch iss tarah khaaye hai dil pe humne
yeh itne gehre hai ke kabhi silla nahin karte
`
Dil tootega toh fariyaad karoge tum bhi
hum na rahe toh hamein yaad karoge tum bhi
aaj kehte ho hamare paas vaqt nahin
par ek din mere liye vaqt barbaad karoge tum bhi
`
Meri deewangi ko dekh ke muskuraate hai kyu
mein jitna paas jau utna door jate hai kyu
kuch toh vajah zaroor hogi unki berukhi ki
mujhe aise har pal sataate hai kyu…
Chah Ker Kisi Se Juda Nahi Hota,
Mohabbat Ko Majborian Hei Le Dobtein Hein,
Warna Koi Khushi Se Bewafa Nahi Hota…
`
Jab laGe zakhm to Qaatil ko dua di JaYe…
Hai Yehi rasm to Yeh rasm uthaa di JaYe…
Hum se Poocho shayari kya hai, Shayari ka fun kya hai…
Chaar lafzon men koi aah chuPa di JaYe…
`
Hum gilla nahin karte….
jo na ho kismat mein vo mila nahin karte
zakhm kuch iss tarah khaaye hai dil pe humne
yeh itne gehre hai ke kabhi silla nahin karte
`
Dil tootega toh fariyaad karoge tum bhi
hum na rahe toh hamein yaad karoge tum bhi
aaj kehte ho hamare paas vaqt nahin
par ek din mere liye vaqt barbaad karoge tum bhi
`
Meri deewangi ko dekh ke muskuraate hai kyu
mein jitna paas jau utna door jate hai kyu
kuch toh vajah zaroor hogi unki berukhi ki
mujhe aise har pal sataate hai kyu…
Dekha hai ujarte huwe kitne he gharon ko
Dekha hai ujarte huwe kitne he gharon ko
Hai kon jo is ishq mei barbad nahe hai
Ik leher c uthti hai aaj b mere dil mei
Is leher k uthne ka sabab yaad nahe hai
Hai kon jo is ishq mei barbad nahe hai
Ik leher c uthti hai aaj b mere dil mei
Is leher k uthne ka sabab yaad nahe hai
Tuesday, 20 October 2015
Urdu Sad Poetry,Yaad hein mujhe mere sab k sab gunaah
Itna Pila Saqi K Hosh Na Rehy Baqi
Sunday, 18 October 2015
Subscribe to:
Posts (Atom)